Thursday, September 13, 2012

. JAHAAN JAHAAN KHAYAAL JAATA HAI -MR, GD Bade Sarkar 1957 Prelude MR: Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tum Hi Ko Paata Hai, GD: Ye Kub Hua, Ye Kyun Hua, Ye Kya Hua Mujhe! -2 1st Interlude MR, GD: Jahaan Jahaan, Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! 2nd Interlude MR: Zulfein Hain Ke Reshmi Ghataayein Hain? Aankhein Hain Ke Manchali Sadaayein Hain? Honth Hain Ke Patiyaan Hain Adh-Khiley Gulaab Ki, Jism Ki Hadein Hain Ya Ki Bastiyaan Hain Khwaab Ki? GD: Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! 3rd Interlude GD: Mera Har Singaar Hai Tere Liye, Husn Ki Bahaar Hai Tere Liye, Teri Har Nazar Pe Meri Har Ada Nisaar Hai! Tere Hi Liye Yeh Meri Dhadkon Ka Haar Hai ! MR: Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! GD: Ye Kub Hua, Ye Kyun Hua, Ye Kya Hua Mujhe!-2 MR, GD: Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! Jahaan Jahaan Khayaal Jaata Hai, Wahaan Wahaan Tumhi Ko Paata Hai! -- DHADKA TO HOGA DIL ZAROOR-AB, MK, KB CID 909 1967 Prelude AB, KB: Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tu-ne Pyaar! Hum Se Chupaao Na Huzoor, Hum Hain Tumhaare Taabedaar, Jaani Taabedaar! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar! 1ST Interlude AB: Aankhon Mein Tumhari Chaahat Ki Tasveer Liye, Aaye Hain, Aaye Hain Tumhaare Kadmon Mein, Taqdeer Liye! Kismat Ne Kabhi Mauqa Jo Diya, Dikhlaayenge Hum Dil Cheez Hai Kya, Ye Jaan Bhi Tum Par Denge Luta! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar, Hum Se Chupaao Na, Huzoor, Hum Hain Tumhare Taabedaar, Jaani Taabedaar! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar! 2nd Interlude MK: Ye Pyaar Hamein Laaya Hai Kahaan, Maaloom Nahin! Kehte Hain, Kehte Hain Kisse Aankhon Ki Zabaan, Maloom Nahin! Qaatil Hai Ada, Dushman Hai Nazar, Ab Bachke Koi Jaaye Bhi Kidhar! Marne Do Yahin Marna Hain Agar! AB, KB: Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar, Hum Se Chhupaao Na Huzoor, Hum Hain Tumhaare Taabedaar, Jaani Taabedaar! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar! 3rd Interlude AB: Is Dil Se Koi Ikraar To Kar, Ae Jaan-E-Wafa! Thoda Hi Sahi-2, Par Pyaar To Kar, Ae Jaan-E–Wafa! Kismat Ne Kabhi Mauqa Jo Diya Dikhlaayenge Hum Dil Cheez Hai Kya, Ye Jaan Bhi Tum Par Denge Luta! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tu-ne Pyaar, Hum Se Chupaaon Na Huzoor, Hum Hain Tumhaare Taabedaar, Jaani Taabedaar! Dhadka To Hoga Dil Zaroor, Kiya Jo Hoga Tumne Pyaar! -- JAAN-E-TAMANNA KYA KAR DAALA-MK, AB CID 909 --67 MK: Jaan-E-Tamanna, Kya Kar Daala, Aanchal Mein Muska Ke!-2 Dil Ki Dhadkan Aur Badha Di, Yoon Dekha Sharma Ke! Jaan-E-Tamanna Kya Kar Daala! AB: Aaaah Aaaaaaaaah Aaaaaaaaah Ahhhhhhaaa Ohhhhhhhohhhhh Ah Ha Ha Ha Ha Ha! MK: Kitna Haseen Hai Teri Aankhon Ka Jaadoo, AB: Haaye, Hoye Hoye Hoye Hoye! MK: Kitna Haseen Hai Teri Aankhon Ka Jaadoo, Khushboo Mein Doobi Hui Saanson Ka Jaadoo, Dil Ko Lubhaane Waali Baaton Ka Jaadoo, Baaton Ka Jaadoo! AB: Haar Gayi Main Sab Kuch Apna, In Kadmon Mein Aake!-2 MK: Dil Ki Dhadkan Aur Badha Di, Yoon Dekha Sharmaa Ke! Jaan-e-Tamanna, Kya Kar Daala! AB: Oh Oh Oh Ho Ho Ho! Aaah Aaaa Aaaa Aaaah Haa Haa! MK: Oh Ho Hoh Ho Ho Ho! AB: Ah Haa Haaa Haaa Haaa! MK: Betaab Dil Hai Mera, Madhosh Aankhein! AB: Haaye, Oh Hoye Hoye Hoye Hoye! MK: Betaab Dil Hai Mera, Madhosh Aankhein! Karta Hoon Dil Se Apne Teri Hi Baatein! Kaise Guzaaroon Apni Bechaen Raatein, Bechaen Raatein! AB: Mere Dil Mein Aajaao Tum Duniya Ko Thukra Ke!-2 MK: Jaan-E-Tamanna, Kya Kar Daala, Aanchal Mein Muskaa Ke, Dil Ki Dhadkan Aur Badha Di, Yoon Dekha Sharma Ke… Jaan-E-Tamanna, Kya Kar Daala! -- CID 909 67 YAAR BAADSHAH, YAAR DILRUBAA-AB Prelude AB: Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! Ho, Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! Qaatil Aankhonwaale, O Dilbar Matwaale, Dil Hai Tere Hawaale! Yaar Baadshah, Yaar Dilruba, Qaatil Aankhon Waale, O Dilbar Matwaale, Dil Hai Tere Hawaale! Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! Ho-Ho Ho, Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! 1st Interlude Raaton Ki Tanhaayi Meri Jaan Na Le Le! Teri Laaparwaahi Mere Pyaar Se Khele! Oh Oh Oh Oh…Naghme Hain Roopaani, Mausam Hai Nooraani, Main Teri Deewaani! Yaar Baadshah, Yaar Dilruba, Qaatil Aankhon Waale, O Dilbar Matwaale, Dil Hai Tere Hawaale! Yaar Baadshah, Yaar Dilruba, Ho Oh Oh, Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! 2nd Interlude Mastaane Albele, Meri Baat Samajh Le, Dil Ki Dhadkan Sun Kar, Jazbaat Samajh Le, Ho-Ho-Ho Ho… Kyun Tadpaaye, Aaja! Dil Ghabraaye, Aaja, Chaen Na Aaye, Aaja! Yaar Baadshah, Yaar Dilruba, Qaatil Aankhonwaale, O Dilbar Matwaale! Dil Hai Tere Hawaale, Yaar Baadshah, Yaar Dilruba, Ho, Yaar Baadshah, Yaar Dilruba! Postlude --- DO USTAD 59 TU LADKI MAIN LADKA-MR, AB MR: Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka, Tujhe Dekh Kaleja Dhadka, Dhadka, Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka! AB: Ah Ah Ah Ah Ah Ha! MR: Oh Oh Oh Oh Ho! 1st Interlude MR: Naariyal Ke Ped Tale, Ajee, Chokri Madraas Ki! Kali Ko Jaise Kapaas Ki! AB : Humse Kare Hai Chhed-Chhaad Aejee, Chokra Punjab Ka, Phool Ho Jaise Gulaab Ka! Tu Ladka, Main Ladki, Ladki, Tu Ladka, Main Ladki, Tujhe Dekh Tabeeyat Phadki Phadki! MR: Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka, Tujhe Dekh Kaleja Dhadka, Dhadka! Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki Main Ladka! AB: Ah Ah Ah Ah AahHa! MR: Oh Oh Oh Oh OH-Ho! 2nd Interlude MR: Daastaan Tere Husn Ki, Arrey, Jab Se Suni Punjaab Mein, Aaya Hoon Teri Janaab Main! AB: Oh HoHo, Naam Sun Ke Aeji Aapka, Hoye Chhod Aayi Madras Main, Khadee Hoon Tere Paas Main! Tu Ladka, Main Ladki, Ladki, Tu Ladka, Main Ladki, Tujhe Dekh Tabeeyat Phadki, Phadki! MR: Oh, Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka! Tujhe Dekh Kaleja Dhadka, Dhadka! Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka! AB: Ah Ah Ah Ah AH-Ha! MR: Oh Oh Oh Oh Oh-Ho! 3rd Interlude MR: Aankh Hain Teri Sharbati, Arrey, Morni Si Teri Chaal Hai! Dil Ne Kaha Ye Kumaal Hai! AB: Ho Ho Ho Ho Tum Bhi Balamva Kum Nahin Poora Chaudhaveen Ka, Haaye, Chaand Hai Chaand Bhi Tumse Maand Hai! Tu Ladka, Main Ladki, Ladki, Tu Ladka, Main Ladki, Ek Aag Si Dil Mein Bhadki, Bhadki! MR: Oh, Tu Ladki, Main Ladka, Ladka, Tu Ladki, Main Ladka! Tujhe Dekh Kaleja Dhadka, Dhadka! Tu Ladki, Main Ladka, Ladka,-2 Postlude with MR and AB singing impishly, “Hey Oh Kuriye Zara Bachke, Haan! “Hey Mundiya, Zara Bachke, Haan!” -- DUNIYA RANG RANGEELI 57 1. ARREY, MERA BAALAM KITNA ZAALIM-AB Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey Mera Baalam! 1st Interlude Jaane Kya Thi Woh Nazar-2 Gayi Jo Dil Mein Uttar-2 Jaane Kya Thi Woh Nazar, Gayi Jo Dil Mein Uttar, Ab To Bhoole Se Kabhi, Haaye, Dekhe Na Idhar, Haaye, Dekhe Na Idhar! Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey Mera Baalam! 2nd Interlude Aankh Kya Tujhse Ladi…-2 Ho Gayi Raat Badi, Aankh Kya Tujhse Ladi, Ho Gayi Raat Badi, Ab To Kaate Na Katte Tere Bin Ek Ghadi!-2 Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey Mera Baalam! 3rd Interlude Tu Ne Bedard, Piya,-2 Kaisa Jaadoo Ye Kiya! Tu Ne Bedard, Piya, Kaisa Jaadoo Ye Kiya! Mere Dole Re Kadam, Mera Dhadke Re Jiya-2 Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey, Mera Baalam, Kitna Zaalam, Mera Dil Loot Gaya, Loot Gaya Re! Arrey Mera Baalam! -- DUNIYA RANG RANGEELI 57 TUJHKO NA KOI GHUM, MUJHKO NA KOI GHUM-AB, MR Prelude MR: Tujhko Na Koi Ghum, Mujhko Na Koi Ghum, Zaalim Tujhe Aa Le Chalein Dil Mein Chhupa Ke Hum! AB: O Mere Jaan, Kehta Hai Dil Jawaan, Ho Pyaar Ki Duniya Jahaan, Le Chal MujhEe Wahaan! O Mere Jaane Jaan…. 1ST Interlude AB: Tu Meri Hansi Tu Meri Khushi, Hai Tere Liye Meri Zindagi! MR: Ahhh Ahhhh Ahhhhhh Ahhh! Tu Meri Hansi Tu Meri Khushi, Hai Tere Liye Meri Zindagi! Ye Armaan, Ye Toofaan Ye Dil Ki Lagi!-2 MR: Tujhko Na Koi Ghum, Mujhko Na Koi Ghum, Zaalim Tujhe Aa Le Chalein Dil Mein Chhupaa Ke Hum! AB,MR: Hey Hey Hey Hey Hey Hey! Ho Ho Ho Ho Ho Ho! Hey Hey Hey Hey Hey Hey! Hey Hey Hey Hey! 2nd Interlude MR: Utth Gayi Jidhar Ye Teri Nazar, Khil Gaye Chaman Duur Tak Udhar! AB: Ah Aah Ahhhh Aahhhh Ahhhh MR: Utth Gayi Jidhar Ye Teri Nazar, Khil Gaye Chaman Duur Tak Udhar! Hai Kitna Suhaana Humaara Safar!-2 AB: O Mere Jaan, Kehta Hai Dil Jawaan, Ho Pyaar Ki Duniya Jahaan, Le Chal Mujhe Wahaan! AB, MR: Hey Hey Hey Hey Hey Hey! Ho Ho Ho Ho Ho Ho! Hey Hey Hey Hey Hey Hey! 3RD Interlude AB: Tere Pyaar Ka Kar To Loon Yakeen, Ruk Na Jaaye Dil, Haaye, Re Kaheen! MR: Ahhhh Ahhhh Aahhhh Ahhhh AB: Tere Pyaar Ka Kar To Loon Yakeen, Ruk Na Jaaye Dil, Haaye, Re Kaheen! Ye Tere Ishaare Hain Kitne Haseen!-2 MR: Tujhko Na Koi Ghum, Mujhko Na Koi Ghum, Zaalim Tujhe Aa Le Chalein Dil Mein Chhupa Ke Hum! AB: O Mere Jaan Jaan, Kehta Hai Dil Jawaan, Ho Pyaar Ki Duniya Jahaan, Le Chal Mujhe Wahaan! AB, MR: Hey Hey Hey Hey Hey Hey! Ho Ho Ho Ho Ho Ho! Hey Hey Hey Hey Hey Hey! == EK BAAR MUSKURA DO-72 1. TU AURON KI KYUN HO GAYI- PT 1-KK Preceding spoken lines: Tujhko Aaj Batana Hoga Kya Thi Woh Majboori, Saath Umrbhar Ka Dena Tha, De Di Umrbhar Ki Duuri! The song: Kitne Atal The Tere Iraade? Yaad To Kar Tu Wafaa Ke Waade! Tu Ne Kaha Tha, Khaakar Qasmein, Sada Nibhayenge Pyaar Ki Rasmein! Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi! Tu Humaari Thi, Jaan Se Pyaari Thi, Tere Liye Maine Duniya Sanvaari Thi! Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? 1st Interlude Pyaar Ki Masti Tu Ne Na Chaahi, Tu Ne To Chaaha Chaandi Ka Pyaala, Aansoo Kisi Ke Kya Tu Pahenti, Tujhko Pahenani Thi Moti Ki Mala, Ho, Tujhko Pahenani Thi Moti Ki Mala! Pag- Pag Par Vishwas Ke Badle Chhala Karegi Tujhko Shanka! Aag Ke Lapton Mein Lipti Hai, Ye Teri Sone Ki Lanka! Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? Tu Humaari Thi, Jaan Se Pyaari Thi, Tere Liye Maine Duniya Sanwaari Thi, Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? 2nd Interlude Kya Ye Tere Sukh Ke Saadhan, Meri Yaad Ko Bhula Sakenge? Meri Yaad Jub Neend Uda Degi, Kya Ye Tujhko Sula Sakenge! Ho… Kya Ye Tujhko Sula Sakenge! Saadhan Mein Sukh Hota Nahin Hai, Sukh Jeevan Ki Ek Kala Hai, Mujhse Hi Chhal Kiya Na Tu Ne, Apne Ko Tu Ne Aap Chhala Hai! Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? Tu Humaari Thi, Jaan Se Pyaari Thi, Tere Liye Maine Duniya Sanwaari Thi, Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? 3rd Interlude Tere Liye Main Laaya Baharein, Tere Liye Main Jaan Pe Khela, Do Din Tu Ne Hi Raha Na Dekhi, Chhod Ke Chal Di Mujhe Akela! Ho, Chhod Ke Chal Di Mujhe Akela! Teri Judaayee Meri Chitta Hai, Ghum Ki Chitta Mein Main Jal Raha Hoon, Man Mera Dahke Marghatt Jaisa, Angaaron Pe Main Chal Raha Hoon! Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? Tu Humaari Thi, Jaan Se Pyaari Thi, Tere Liye Maine Duniya Sanwaari Thi, Tu Auron Ki Kyun Ho Gayi? -3 2. YE DIL LEKAR NAZRAANA-AB, MUK, Cho Prelude MUK: Oh Oh Oh Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh Oh Oh Oh… AB: Aaah Aaah Aaaah, Aaah Aaah Aaaah Aaaah Aaaah… MUK: Ye Dil Lekar Nazraana, Aa Gaya Tera Deewaana!-2 Dilbar Jaani, Na Dena Dil Todh Todh Todh-2 AB: Ye Pyaar Hai Gehra Saagar, Hai Doob Ke Tujhko Jaana,-2 Dilbar Jaani, Jaaja Re, Palla Chhodh-Chhodh- Chhodh!-2 1st Interlude AB: Oh Oh Oh Oh Oh Oh Ohhhhhh! Nas Nas Mein Hai Bijli Kahin Jal Na Jaana! Cho (F): Kahin Jal Na Jaana, Jal Na Jaana! AB: Soch Samajh Kar Humse Zara Dil Takdaana! Cho (F) Zara Dil Takdaana, Dil Takdaana! AB: Raah Pyaar Ki Badi Kathin Hai, Kahaan Chala Mar Jaane, O Dilbar Jaani, Jaaja Re, Palla Chhodh-Chhodh-Chhodh!-2 MUK: Ye Dil Lekar Nazraana, Aa Gaya Tera Deewaana! Dilbar Jaani, Na Dena Dil Todh-Todh-Todh-2 2nd Interlude MUK: Oh Oh Oh Oh Oh Oh Ohhhhhh… Toot Pade Ye Bijli, To Kismat Chamke! Cho (M): Arrey, Qismat Chamke, Qismat Chamke! MUK: Aag Mein Tap Kar Sona, Arrey, Aur Bhi Dhamke! Cho (M): Arrey Aur Bhi Dhamke, Aur Bhi Damke! MUK: Haar-Jeet Ki Baat Pyaar Mein Chali Kise Samjhaane! Oh, Dilbar Jaani, Na Dena Dil Todh Todh Todh!-2 AB: Ye Pyaar Hai Gehra Saagar, Hai Doob Ke Tujhko Jaana, Dilbar Jaani Jaaja Re, Palla Chhodh-Chhodh-Chhodh!-2 3rd Interlude AB: Oh Oh Oh Oh Oh Oh Oh Ahhhhh! Jaan Gayi Main, Sajna, Teri Dil Ki Boli! Cho (F): Tere Dil Ki Boli, Dil Ki Boli! AB: Jub Chaahe Tu Aaja, Arrey, Le Kar Doli! Cho (F): Arrey Le Kar Doli, Le Kar Doli… AB: Banke Dulhaniya Sung-Sung Main Chaloon Tere, O Deewaane! Arrey, Dilbar Jaani, Na Dena Palla Chhodh-Chhodh-Chhodh!-2 MUK: Ye Dil Le Kar Nazraana Aa Gaya Tera Deewaana Dilbar Jaani, Na Dena Dil Todh Todh Todh-2 Postlude 3. ZAMAANE KI AANKHON NE DEKHA HAI-MR, CHO MR: Nafrat Se Jinhein Tum Dekhte Ho, Tum Maarte Ho Jinko Thokkar, Kya Unpe Guzarti Hai, Dekho, Ek Baar Kabhi Ghaayal Hokar! Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai, Yaaron!-2 Sada Apni Duniya Mein Aisa Nazaara! Kabhi Unko Phoolonse Pooja Hai Sub Ne-2 Kabhi Jin Ko Logon Ne… MR, Cho (M): Patthar Se Maara! MR: Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai, Yaaron! 1st Interlude MR: Pisey Na Jahaan Tak Patthar Pe Mehendi, Kisi Bhi Tarah Rang Laati Nahin Hai! Hazaaron Jagaah Thokrein Kha Na Le Jub, Koi Zindagi Muskuraati Nahin Hai! Bina Khudh Marey Kisko Jannat Mili Hai?-2 Bina Dukh Sahey Kisne… MR, Cho (M): Jeevan Savaara! MR: Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai, Yaaron! 2nd Interlude MR: Bhanvar Se Jo Ghabra Ke Peeche Hatte Hain, Dubo-di Hai Maujon Ne Unki Hi Naiyya-2, Jo Toofaan Se Takraake Aagey Badhey Hain-2 Bina Koi Maanjhi, Bina Hi Khivaiya, Kabhi Na Kabhi To, Kahin Na Kahin Par-2 Hamesha Hi Unko… MR, Cho (M): Mila Hai Kinaara! MR: Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai, Yaaron! 3rd Interlude MR: Yahaan Aadmi Ko Sabak Dosti Ka, Sikhaate Hue Jo Lahoo Mein Nahaaya, Masiha Bana Aur Gandhi Bana Woh! Hazaaron Dilon Mein Yahaan Ghar Banaaya! Unhiki Bani Hain Yahan Yaadgaarein-2 Unhi Ka Jahaan Mein… MR, Cho (M): Chamka Sitaara! Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Yaaron… ============ EK MUSAFIR EK HASINA 1962 PHIR TERE SHEHER MEIN LUTTNE KO-MR, CHO MR: Aaah Aaaaah Aaaaa Aaaaa Aaaaaa Aaaaaaa, Aaaaaaaaaa Aaaaaaaaa Aaaaaaa Aaaaaaaa Phir Tere Sheher Mein Luttne Ko Chala Aaya Hoon-2 Phir Wohi Ishq Tera, Phir Wohi Dil Laya Hoon! Phir Tere Sheher Mein… MR, Cho (M): Luttne Ko Chala Aaya Hoon! 1st Interlude MR: Tu Na Ghabra, Tera Ghoonghat Na Main Uthne Doonga! Cho (M): Tu Na Ghabra, Tera Ghoonghat Na Main Uthne Doonga! MR: Zindagi Chaahey Lutey, Pyaar Na Lutney Doonga-2 Dil Ke Sheeshe Ko Main Patthar Ka Bana Laaya Hoon, Phir Wohi Ishq Tera, Phir Wohi Dil Laya Hoon! Phir Tere Sheher Mein… MR, Cho (M): Luttne Ko Chala Aaya Hoon! 2nd Interlude MR: Baat Reh Jaati Hai, Insaan Rahe Ya Na Rahe! Cho (M): Baat Reh Jaati Hai, Insaan Rahe Ya Na Rahe! MR: Yaar Ki Aan Rahe, Jaan Rahe Ya Na Rahe!-2 Yaar Ke Naam Pe Mittne Ko Chala Aaya Hoon! Phir Wohi Ishq Tera, Phir Wohi Dil Laya Hoon! Phir Tere Sheher Main Luttne Ko Chala Aaya Hoon! ===== hum sab chor hain 56 WOH BAAT JISPE KI DHADKE JEEYA, Woh Bat Jispe Ki Dhadke Jeeya, Sun-Ne Ki Hai, Sunja Morey Piya! Zaalim Zamane Se Darta Hai Dil, Chori Chori, Balma, Aa Humse Mil! 1st Interlude Kaise Kahoon Tumse Kya Dil Ko Kaam Hai, Mere Labhon Par Mohabbat Ka Naam Hai! Kaise Kahoon Tumse Kya Dil Ko Kaam Hai Mere Labhon Par Mohabbat Ka Naam Hai! Chhupke Se Kehne Ki Batein Huzoor Se-2 Kaise Sunaaye Koi Itni Duur Se! Woh Bat Jispe Ki Dhadke Jeeya, Sun-Ne Ki Hai, Sunja Morey Piya! Zaalim Zamane Se Darta Hai Dil, Chori Chori, Balma, Aa Humse Mil! 2nd Interlude Socha Hai Itna Kabhi Tu Ne Kaam Re, Kiski Soorat Ke Ye Naina Hain Baanware! Socha Hai Itna Kabhi Tu Ne Kaam Re Kiski Soorat Ke Ye Naiyna Hain Baanware! Meethi Nazar Dil Jalaane Ki Baat Hai-2 Dekho Idhar Yeh Mohabbat Ki Raat Hai! Woh Bat Jispe Ki Dhadke Jeeya, Sun-Ne Ki Hai, Sunja Morey Piya! Zaalim Zamane Se Darta Hai Dil, Chori Chori, Balma, Aa Humse Mil! 3rd Interlude Sun Balma, Kehti Hai Shaam-E-Bahar Kya, Jalwey Pukarein To Phir Intezaar Kya! Sun Balma, Kehti Hai Shaam-E-Bahar Kya, Jalwey Pukarein To Phir Intezaar Kya! Daaman Na Phenko Kisi Pe Qaraar Se-2 Aa Dilruba, Main Bulati Hoon Pyar Se! Woh Bat Jispe Ki Dhadke Jeeya, Sun-Ne Ki Hai, Sunja Morey Piya! Zaalim Zamane Se Darta Hai Dil, Chori Chori, Balma, Aa Humse Mil! 2. ANTAM FANTAM CHHOD DE BABU -AB Antam Fantam Chhod De, Babu, Ho Gayi Teri Haar! Ikdam Tikdam Kuch Na Chalega, Jeet Gaya Mera Pyaar-2 Antam Fantam Chhod De Babu Ho Gayi Teri Haar! Ikdam Tikdam Kuch Na Chalega Jeet Gaya Mera Pyaar-2 Antam Fantam Chhod De Babu! 1st Interlude Chhod Do Sunaana Sadaayein Inkaar Ki, Jaan Gayi Main To Adaayein Hain Ye Pyaar Ki! Chhod Do Sunaana Sadaayein Inkaar Ki, Jaan Gayi Main To Adaayein Hain Ye Pyaar Ki, Banke Hazaar Karo Takraar, Sab Kuch Hai Bekaar!-2 Antam Fantam Chhod De, Babu, Ho Gayi Teri Haar! Ikdam Tikdam Kuch Na Chalega, Jeet Gaya Mera Pyaar-2 Antam Fantam Chhod De Babu! 2nd Interlude Chhook Gaya Jaadu Na Khade-Khade Sochiye, Lijiye Ye Daaman Paseena Zara Ponchhiye! Chhook Gaya Jaadu Na Khade-Khade Sochiye, Lijiye Ye Daaman Paseena Zara Ponchiye! Ho Gayi Haar Ho Gayi Haar Maan Bhi Lo Sarkar-2 Antam Fantam Chhod De, Babu, Ho Gayi Teri Haar! Ikdam Tikdam Kuch Na Chalega, Jeet Gaya Mera Pyaar-2 Antam Fantam Chhod De Babu! -----====== HOWRAH BRIDGE 1958 MOHABBAT KA HAATH, JAWAANI KA PALLA-AB, MR AB, MR: Aaaaaa Aaaaaa Aaaaa Aaaaaa Aaaaa Aaaaaa... MR: Mohabbat Ka Haath!-2, Jawaani Ka Palla, AB, MR: Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! 1st Interlude AB: Kahi Ja Rahi Hai, Suni Ja Rahi Hai, Nigaahon Ki Baazi Lagi Ja Rahi Hai! AB, MR: Kahi Ja Rahi Hai, Suni Ja Rahi Hai, Nigaahon Ki Baazi Lagi Ja Rahi Hai! Ho Nadiyon Ke Lehron Pe Ye Gend-Balla… AB, MR: Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! 2nd Interlude AB: Nashili-Nashili Fiza Ho Rahi Hai, Teri Godh Main Chaandni So Rahi Hai! AB, MR: Nashili Nashili Fiza Ho Rahi Hai, Teri Godh Main Chaandni So Rahi Hai! AB: Sitaare Zameen Par Uttar Aaye Walla! MR: Ah-Haa! AB, MR: Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! 3rd Interlude AB: Dil Hai Kisi Ka, Jee, Nazrein Kisi Ki… Ye Baazu Kisi Ke, Jee, Zulfein Kisi Ki… AB, MR: Dil Hai Kisi Ka, Jee, Nazrein Kisi Ki… Ye Baazu Kisi Ke, Jee, Zulfein Kisi Ki… AB: Ye Aashique Ke Dil Par, Haseenon Ka Halla! MR: Wah Wah! AB, MR: Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! 4th Interlude AB: Jo Teri Nigaah Mein Kisi Ki Nigaah Hai, Arrey, Ja Tu Duniya Ka Ab Baadshah Hai! AB, MR: Jo Teri Nigaah Mein Kisi Ki Nigaah Hai, Arrey, Ja Tu Duniya Ka Ab Baadshah Hai! AB: Hua Husn Tera Ghulaam Aaj, Walla! AB, MR: Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! Mohabbat Ka Haath, Jawaani Ka Palla, Subhanallah Babu, Subhanallah! -- ==== Humsaaya 68 MUJHE MERA PYAAR DE DO-AB, MR Prelude AB: Tera Shukriya….Ohhhh, Tera Shukriya Ke Tu Ne Gale Phir Lagaa Liya Hai, Tera Shukriya Ke Tu Ne Gale Phir Laga Liya Hai! Mr: Maine Dil Ke Tukde Chun Kar-2 Naya Dil Bana Liya Hai!-2 AB: Mujhe Mera Pyaar De De-2 Tujhe Aazmaa Liya Hai! Teri Wafa Ke Aagey, Maine Sar Jhuka Liya Hai! Mujhe Mera Pyaar De De! 1st Interlude AB: Tujhe Pa Ke Kho Diya Tha, Tujhe Kho Ke Pa Liya Hai! Tujhe Pa Ke Kho Diya Tha, Tujhe Kho Ke Pa Liya Hai Tujhe Kho Ke Pa Liya Hai! MR: Jahaan Khaak Udh Rahi Thi-2, WahIn Ghar Saja Liya Hai!-2 AB: Mujhe Mera Pyaar De De-2, Tujhe Aazma Liye Hai! Teri Wafa Ke Aagey, Maine Sar Jhuka Liya Hai! Mujhe Mera Pyaar De De! 2nd Interlude AB: Teri Yaad Mera Mandir, Tera Pyaar Meri Puja! Teri Yaad Mera Mandir, Tera Pyaar Meri Puja! MR: Tujhe Maine Itna Pooja-2, Ke Khudda Bana Liya Hai!-2 AB-Mujhe Mera Pyaar De De-2 Tujhe Aazma Liya Hai! Tere Wafa Ke Aagey, Maine Sar Jhuka Liya Hai! Mujhe Mera Pyaar De De! Postlude --=== chhoo mantar 56 GHUM NAHIN KAR, MUSKURAA!-GD, MR MR: Ghum Nahin Kar Muskura, Jeene Ka Le Le Maza, Naadaan, Yeh Zindagi Hai Khoobsoorat Bala! Ghum Nahin Kar Muskura, Jeene Ka Le Le Maza… Naadaan, Yeh Zindagi Hai Khoobsoorat Bala! 1st Interlude MR: Rutt Yeh Jawaan, Chhaya Samma, Kitna Haseen Hai Yeh Jahaan… Rutt Yeh Jawaan, Chhaya Samma, Kitna Haseen Hai Yeh Jahaan… GD: Thandi Fiza, Bheegi Hawa, Dein Aag Si Dil Mein Laga, Thandi Fiza, Bheegi Hawa, MR: Aaa Aaa Aaa Aaa… GD: Dein Aag Si Dil Mein Laga, MR: Aaa Aaa Aaa Aaa… GD: Kub Se Jaley Dil Yeh Mera MR: Ghum Nahin Kar Muskura, GD: Haahaa! MR: Jeene Ka Le Le Maza, GD: Haaahaaa! MR: Naadaan, Yeh Zindagi! GD: Haaaahaaa! MR: Hai Khoobsoorat Bala GD: Haa Haaa! Ghum Nahin Kar Muskura, GD: Haa Haaa! 2nd Interlude MR: Sab Bhool Ja Aa Pyaar Mein, Hai Jeet Bhi Is Haar Mein!-2 GD: Har Dil Yahan Majboor Hai, Yeh Pyaar Ka Dastoor Hai! Har Dil Yahan Majboor Hai! MR: Aaaaaaaaa! GD: Yeh Pyaar Ka Dastoor Hai! MR: Aaaaaaaaa! GD: Milta Hai Kya Ghum Ke Siva! MR: Ghum Nahin Kar Muskura, GD: Haahaa! MR: Jeene Ka Le Le Maza! GD: Haaahaaa… MR:Naadaan, Yeh Zindagi! GD: Haaaahaaa! MR: Hai Khoobsoorat Bala! GD: Haa Haaa! MR: Ghum Nahin Kar Muskura! GD: Hmmm Hmmm! MR: Jeene Ka Le Le Maza! GD: Hmmm Hmmm! MR:Naadaan, Yeh Zindagi! GD: Hmmmm Hmmmm! MR: Hai Khoobsoorat Bala! GD: Hmm Hmm Hmmm! MR: Ghum Nahin Kar Muskura! GD: Haaa Haaa! Postlude With A Lot Of Yeahhhhhh From MR 2. MAIN TO BAANKE NAINON WAALI—AB Prelude AB: Main To Baanke Nainonwaali, Meri Baatein Hain Niraali Dekho Duniya Kare Mujhse Pyaar-2 MR: Aeji Chhodo Yeh Fasaana Jaaye Choole Main Zamaana Dekho, Dil Hai Yahaan Beqaraar-2 AB: Main To Baanke Nainonwaali! 1st Interlude AB: Laakh Adaayein, Laakh Ishaare, Jo Bhi Dekhe Jaan Gavaarey, Hoye! Mera To Aaj Zamaana Nazar Na Haaye Lagaana, Mera To Aaj Zamaana… Maroongi Naina Kataar-2 MR: Aeji Chhodo Yeh Fasaana, Jaaye Chooley Main Zamaana Dekho Dil Hai Yahan Beqaraar-2 AB: Main To Baanke Nainonwaali! 2nd Interlude MR: Jaan Bachaana Ab Nahin Mumkin Reh Gaye Ab To Haaye Dus Din, Hoye! Koi To Shakl Battao, Humaari Jaan Bachchao, Koi To Shakl Battao… Dil Hai Yahaan Beqaraar-2 AB: Main To Baanke Nainonwaali, Meri Baatein Hain Niraali Dekho, Duniya Kare Mujhse Pyaar-2 MR: Aeji Chhodo Yeh Fasaana! 3rd Interlude AB: Baat Kisi Ki Main Nahin Maanoo Sab Ke Dil Ka Haal Main Jaanoo Hoye ! Koi Ho Laakh Deewana, Chaley Na Ek Bahaana! Koi Ho Laakh Deewaana, Main To Badi Hoshiyaar!-2 MR: Aeji Chhodo Yeh Fasaana Jaaye Chooley Main Zamaana Dekho Dil Hai Yahaan Beqaraar-2 AB: Main To Baanke Nainonwaali, Meri Baatein Hain Niraali Dekho Duniya Karey Mujhse Pyaar-2 Mr: Aeji Chhodo Yeh Fasaana! ====== bhagam bhag 56 HUMEIN KOI GHUM HAI, TUMHEIN KOI GHUM HAI-AB, MR PRELUDE AB: Humein Koi Ghum Hai, Tumhein Koi Ghum Hai, Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kis Se Kal Ki Khabbar Hai! Humein Koi Ghum Hai, Tumhein Koi Ghum Hai, Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kis Se Kal Ki Khabbar Hai! MR: Humein Bhai Darr Hai! 1st Interlude MR: Yahaan To Ghum Ka Saath Hai, Khushi Ek Jhoothi Baat Hai!-2 AB: Uttha Nazron Ko, Bekhabbar, Ajab Jalwon Ki Raat Hai-2 Pehli Nazar Mein, Dil Mein, Jigar Mein, Jalwon Ka Rang Bhar De! Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kis Se Kal Ki Khabbar Hai! MR: Humein Bhai Darr Hai! 2nd Interlude MR: Haseen Honthon Pe Kho Gayi, Jawaani Hum Ko Ro Gayi! Balam Kyun Duur Jaaye Tu, Mohabbat Mein Hai Zindagi-2 Pehli Nazar Mein, Dil Mein, Jigar Mein, Jalwon Ka Rang Bhar De! Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kis Se Kal Ki Khabbar Hai! MR: Humein Bhai Darr Hai! 3rd Interlude MR: Zara Koi Humko Thaam Na, Chalak Jaaye Ghum Ka Jaam Na!-2 AB: Ganeematt Hai Ye Raat Bhi, Hai Dil Pe Dil Ka Saamna!-2 Pehli Nazar Mein, Dil Mein Jigar Mein Jalwon Ka Rang Bhar De! Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kisse Kal Ki Khabbar Hai! MR: Humein Bhai Darr Hai! 4th Interlude MR: Kahoon Kya Kaisi Daer Hai, Khushi Ko Dil Se Ber Hai!-2 AB: Mohabbat Kya Hai Baalma, Dilon Ka Haer-Pher Hai!-2 Pehli Nazar Mein, Dil Mein, Jigar Mein, Jalwon Ka Rang Bhar De! Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kisse Kal Ki Khabbar Hai! Humein Koi Ghum Hai, Tumhein Koi Ghum Hai! Mohabbat Kar, Zara Nahin Darr, Kisse Kal Ki Khabbar Hai! MR: Humein Bhai Darr Hai! === Basant 1960 DUNIYA PAKKI FOUR TWENTY-AB, MR Prelude MR: Duniya Pakki Four Twenty-2 Maar-Maar Ke, Arrey, Maar Ke Chappal Meri, Kar Di Chaplam Chanti, Duniya Pakki Four Twenty-2 1st Interlude AB: Aashiq Ki Hai Reet Niraali, Bin Tab-ley Ke Karey Qawaali, Akkal Ka Andha, Gaanth Ka Poora, Dil Mein Mohabbat, Pocket Khaali! MR: Dim-Dim-Dim! AB: Jahaan Bhi Dekhe Koi Haseena, Wahin Bajaadi Ghanti! Duniya Four Twenty! MR: Duniya Pakki Four Twenty! 2nd Interlude MR: Chokriyaan Baanki Mastaani, Sab Hain Paise Ki Deewaani, Inko Chaahiye Motta Bakra, Motor, Saree Surmedaani! Jahaan Bhi Tagda Engine Dekha, Kardi Shantam-Shantee! Duniya Four Twenty! Duniya Pakki Four Twenty! 3rd Interlude AB: Waah Re Teri Mohabbat Ka, Len-den Ke Sar Par Khwaab, Aap Agar Hain Chalte Purze, Mister, Hum Bhi Hain Chaalaak! MR: Henh Henh Henh! AB: Bookhe Pett, Mohabbat Kaisi, Chhodo Tantam-Tanti! Duniya Four Twenty! MR: Duniya Pakki Four Twenty! 4th Interlude MR: Biwi, Bachche, Behen Aur Bhai, Sab Hain Matlab Ke Shehdaayi, Jeb Garam To Yaar Hazaaron, Kadki Ho To Kaun Ho Bhai, Haan? AB: Aaaaaaaaa Aaaaaaa Aaaaaaaaaaa Aaaaaaa! MR: Biwi, Bachche, Behen Aur Bhai, Sab Hain Matlab Ke Shehdaayi, Jeb Garam To Yaar Hazaaron, Kadki Ho To Kaun Ho Bhai? Ik Din Inko Maal Na Do, Phir Dekho Phantam-Phantee! Duniya Four Twenty! Duniya Pakki Four Twenty-2 Maar-Maar Ke, Arrey! AB: Ah Ha Ha! MR: Maar Ke Chappal Meri Kar Di Chaplam Chanti, Duniya Pakki Four Twenty!-2 1. HUMNE UNKE SAAMNE PEHLE TO KHANJAR-MR, AB, SDB, CHO (The lyrics are a mixed version of the film song and the recorded track both) Spoken verses before the song: MR: Ajee Ulfat Ko Khushiyon Ki Kahaani Kaun Kehta Hai, Haseenon Ke Sittam Ko Meherbaani Kaun Kehta Hai! AB: Arrey Jaaja! MR: Haaye Haaye! Gazab Hai, Teher Hai, Toofaan Hai, Fitna Hai, Aafaat Hai, Haseenon Ki Jawaani Ko Jawaani Kaun Kehta Hai! The Song: MR: Arrey Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Diya, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! MR, SDB & Cho: Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Dil, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! 1st Interlude With SDB Singing Aaaaah Aaaaaa Aaaaaaa Aaaa… MR: Dil to gaeron Ke Mere Dilbar ne Hans Hans Kar Liy, Arrey dil mera zaalim dekha-2 Muskura Kar rakh Diya MR, SDB & Cho(M): Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Diya, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! 2nd Interlude With Mr Singing Aaah Aaah… SDB: Maine Jab Poocha Meri Jaan Shakl Hai Kaisi Meri… AB: Walaa, Kya Shakl PAayi Hai! SDB: Maine Jab Poocha Meri Jaan Shakl Hai Kaisi Meri! Arrey Bewafa Ne Saamne, Haaye, Bewafa Ne Saamne Laakar Tamaatar Rakh Diya! Bewafa Ne Saamne Laakar Tamaatar Rakh Diya! MR, SDB & Cho(M): Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Diya, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! 2nd Interlude With MR Singing Aaah Aaah… MR: Apne Aashiq Ko, Meri Jaan, Tu Ne Pehchaana Nahin! SDB: Apne Aashiq Ko, Meri Jaan, Tu Ne Pehchaana Nahin! MR: Arrey, Ik Din Mein Pyaar Ka Naqsha Badal Kar Rakh Diya! Haaye, Ik Din Mein Pyaar Ka Naqsha Badal Kar Rakh Diya! MR, SDB & Cho (M): Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Diya, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! 3rd Interlude With AB Singing Aaaahhhh… AB: Humse Shikwa Kis Liye Duniya Se Shikwa Kijiye-2 Arrey Jisne Apne Darmiyaan Laa-kar Muqaddar Rakh Diya-2 MR, SDB & Cho (M): Humne Unke Saamne Pehle To Khanjar Rakh Diya, Phir Kaleja Rakh Diya, Dil Rakh Diya, Sar Rakh Diya! Postlude with AB, SDB And MR All Singing Aaaa Aaaaaaa…. 2. IDHAR MAIN KHOOBSOORAT HOON-AB, MR Prelude AB: Idhar Main Khoobsoorat Hoon, Udhar Tu Khoobsoorat Hai! MR: Mujhe Teri, Tujhe Meri AB: Zaroorat Hai-4 1st Interlude AB: Bahut Dekhey Hain Dilwaale-2 Magar Tum Sabse Teekhe Ho! Khuda Jaane Ke Ye Kaafir Adaayein Kis Se Seekhe Ho! MR: Haseen Dekhe Hazaaron Par Tu Sab Se Khoobsoorat Hai!-2 Tu Sab Se Khoobsoorat Hai! AB: Idhar Main Khoobsoorat Hoon, Udhar Tu Khoobsoorat Hai, MR: Mujhe Teri, Tujhe Meri AB: Zaroorat Hai-4 2nd Interlude AB: Main Apni Reshmi Zulfein-2 Pakheroongi Nazaaron Mein, Anokhe Khel Kheloongi, Machaalte Aab Ishaaron Mein! MR: Tujhe Milkar Hua Maaloon Duniya Khoobsoorat Hai-2 Jee Duniya Khoobsoorat Hai! AB Idhar Main Khoobsoorat Hoon, Udhar Tu Khoobsoorat Hai! MR Mujhe Teri, Tujhe Meri AB Zaroorat Hai-4 3rd Interlude AB Lutta Kar Do Jahaan Dil Ki!-2 Khushi Lene Ko Jee Chaahe, Main Ik Betaab Dil Layi, Tujhe Dene Ko Jee Chaahe! MR: Kareeb Aaja Zara Dekhoon Tu Kitni Khoobsoorat Hai!-2 Tu Kitni Khoobsoorat Hai! Ab: Idhar Main Khoobsoorat Hoon Udhar Tu Khoobsoorat Hai! Mr: Mujhe Teri, Tujhe Meri… Ab: Zaroorat Hai-4 3. 3. MERE DIL PE LAGA DE DARLING-AB, MR, CHO Prelude MR: Mere Dil Pe Laga De, Darling, Apne Naam Ki Chit!-2 Tere Mere Pyaar Ki Film Bani To Ho Jaayegi Hit! Cho (F): Hit-Hit! 1st Interlude AB: Tu Hai Saahib, Main Hoon Mem, Aa, Khelen Nazron Ki Game-2 Hollywood Mein Lejaakar Tujhko Film Mein Kar Doon Fit! Cho (F): Fit-Fit! 2nd Interlude MR: Tu Ne Paayi Soorat Kaisi, Khasta Garam Jalebi Jaisi!-2 Naram Naram Hai Husn Tera Jyoon Cadbury Chocolate! Cho (F): Chocolate! AB: Mere Dil Pe Laga De, Darling, Apne Naam Ki Chit! MR: Tere Mere Pyaar Ki Film Bani To Ho Jaayegi Hit! Cho (F): Hit-Hit! 3rd Interlude AB: Baalam Kitna Zaalim Haaye, Bol Ke English Dil Ko Churaaye!-2 Dekho Ji Ghar Ko Le Jaao, Apni Ye Ghitmit! Cho (F): Ghitmit! AB: Mere Dil Pe Laga De, Darling, Apne Naam Ki Chit! MR: Tere Mere Pyaar Ki Film Bani To Ho Jaayegi Hit! Cho (F): Hit Hit! 4th Interlude MR: Kyun Nahin Banti, Zaalim, Meri Kyun Karti Hai Heraa-Pheri?-2 Achchi Apni Jodi Hai Main Maachis,Tu Cigarette! Cho (F): It It! AB: Mere Dil Pe Laga De, Darling, Apne Naam Ki Chit! MR: Tere Mere Pyaar Ki Film Bani To Ho Jaayegi Hit! Cho (F): Hit Hit! AB: Mere Dil Pe Laga De, Darling, Apne Naam Ki Chit! AB, MR: Tere Mere Pyaar Ki Film Bani To Ho Jaayegi Hit! Cho (F): Hit-Hit! 4. RAASTE MEIN IK HASEEN AJEE MIL GAYA-AB, MR MR: Raaste Mein Ik Haseen, Ajee, Mil Gaya Humko Kahin, Chaal Thi Mastibhaari, Aankhon Mein Thi Jaadugari! AB: Ye Baat Hai Kal Shyaam Ki, Baat Hai Kal Shyaam Ki! MR: Woh Naznee Woh Gulbadan, Chal Di Dikha Ke Baankpan! AB: Aaa Aaaa Aaaa Aaaa, Aaaaa Aaaa Aaaa Aaaaa Aaaaaa! MR: Wo Naznee Woh Gulbadan Chal Di Dikha Ke Baankpan, Dil Ne Mujhe Ta-Ta Kaha Maine Kaha Haafiz Khuda! Zulfon Ko Lehraati Hui, Chalti Thi Balkhaati Hui! Haaye Woh Mudh-Mudh Dekhna, Aankhon Se Jaadu Phenkna! AB: Ye Baat Hai Kal Shyaam Ki, Baat Hai Kal Shyaam Ki! Woh Ajnabee Wo Manchala, Chupke Se Yoon Kehne Laga, Aaaa Aaaaaaa Aaaaaaa Aaaaaaa Aaaaa Aaaaa! Woh Ajnabee, Woh Manchala, Chupke Se Yoon Kehne Laga, Oh Khoobsoorat Apsara Kuch Naam To Apna Batta! Ye Sunke Main Ghabra Gayi, Kuch Soch Kar Sharma Gayi! Chalti Hawayein Ruk Gayeen, Mil Kar Nigaahein Jhuk Gayeen! MR: Ye Baat Hai Kal Shyaam Ki, Baat Hai Ka Shyaam Ki! Raaste Mein Ik Haseen, Ajee, Mil Gaya Humko Kahin, Chaal Thi Masti-bhaari, Aankhon Mein Thi Jaadugari! AB: Ye Baat Hai Kal Shyaam Ki, Baat Hai Kal Shyaam Ki… ======== jaali Note 1960 DIL HAI AAP KA HUZOOR –AB, MR MR: Dil Hai Aapka Huzoor, Lijiye Na Lijiye, Itna Husn Par Guroor, Tauba-Tauba Kijiye! Dil Hai Aapka Huzoor, Lijiye Na Lijiye, Itna Husn Par Guroor, Tauba-Tauba Kijiye! AB: Sheesha Dekhiye, Huzoor, Dil Na Humko Dijiye! Apni Shakal Dekh Kar, Tauba Tauba Kijiye! Sheesha Dekhiye, Huzoor, Dil Na Humko Dijiye! Apni Shakal Dekh Kar, Tauba Tauba Kijiye! MR: Dil Hai Aapka Huzoor! 1st Interlude MR: Dard Tere Ishq Ka, Haaye, Kaisi Cheez Hai-2 Dard Tere Ishq Ka, Haaye, Kaisi Cheez Hai-2 AB: Ooye, Rakhiye Apne Paas Gar Aap Ko Azeez Hai!-2 Rakhiye Apne Paas Gar, Aap Ko Azeez Hai!-2 MR: ……. Dijiye Magar, Thoda, Thoda Dijiye! AB: Arrey Re-Re-Re-Re! MR: Itna Husn Par Guroor, Tauba Tauba Kijiye! AB: Sheesha Dekhiye Huzoor! 2nd Interlude AB: Kyun Jala Rahe Ho Tum, Aandhiyon Mein Ye Diya!-2 Kyun Jala Rahe Ho Tum, Aandhiyon Mein Ye Diya!-2 MR: Aaa, Is Liye Ke Ek Din Tum Mujhe Kaho Piya!-2 Is Liye Ke Ek Din Tum Mujhe Kaho Piya!-2 AB: Ahhhaa, Aap Kya Nashe Mein Hain? Kuch To Hosh Kijiye! Apni Shakkal Dekh Kar, Tauba Tauba Kijiye! MR: Dil Hai Aap Ka Huzoor! 3rd Interlude MR: Zindagi Ke Baag Ka, Tu Haseen Phool Hai-2 Zindagi Ke Baag Ka Tu Haseen Phool Hai-2 AB: Aaa, Aap Mujhko Dekh Lein, Aap Ki Ye Bhool Hai!-2 Aap Mujhko Dekh Lein, Aap Ki Ye Bhool Hai!-2 MR: Haaye! Aashiqon Se Is Kadar Berukhi Na Kijiye! Itna Husn Par Guroor, Tauba Tauba Kijiye! AB: Sheesha Dekhiye Huzoor, Dil Na Humko Dijiye, Apni Shakl Dekh Kar Tauba Tauba Kijiye! MR: Dil Hai Aap Ka Huzoor… 2. IDHAR DEKH MERA DIL TERA DEEWAANA HAI-AB, SB To Add To Unpicturised Song List PRELUDE AB: Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Arrey, Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! 1st Interlude AB: Hai Naaz Husn Par Tujhko, Tu Kya Mujhko Pehchaane! Dil Ki Keemat Kya Hoti Koi Dilwaala Hi Jaaney! SB: Apne Paas Hi Rakh Jo Tera Khazaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Haaye! Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! 2nd Interlude SB: Jab Jhoom Ke Loon Angdaayi, Paagal Ho Jaye Nazaare! Kar Doon Jo Ek Ishaara, Dharti Par Uttreyn Taare! AB: Jo Chaahe Kar Gori Tera Zamaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai… SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai, Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! 3rd Interlude AB: Is Duniya Mein Hain Laakhon Maashukh Tumhaare Jaise, Par Kahin-Kahin Milte Hain, Gori, Aashiq Hum Jaise! SB: Arrey, Ja Re Tera Thikaana Paagal-Khaana Hai, Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Haaye! Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! 3. NIGAAHON NE PHENKA HAI PUNJEY PE CHAKKA- AB, MR Prelude AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Punjey Pe Chakka-2 Balam, Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka!-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakkaa!(Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenkaa Hai Punje Pe Chakka! 1st Interlude MR: Ghattaaon Ke Ghoonghat Mein Chanda Chhupaaye, Labon Par Chamak Bijliyon Ki Sajaaye-2 Mere Dil Mein Aise Kadam Tu Ne Rakha-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Panje Pe Chhaka! 2nd Interlude AB: Muqaddar Ho Raazi To Duniya Bhi Raazi, Mohabbat Hai Kya, Hai Ye Sab Pattey Baazi-2 (Record) Or Muqaddar Ne Aa Kar Ye Duniya Jhuka Di-2 (Movie) Tere Haath Hai Aaj Kismet Ka Yakka!-2 Balam, Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! MR: Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka! 3rd Interlude MR: Ishaara Jo Kar De Ye Mehfil Suhaani, Laga Doon Abhi Daao Par Zindaagani!-2 Ajee, Main Hoon Aashiq Na Samjho Uchakka!-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Punje Pe Chakka-2 Balam Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! MR: Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Record) Or Chalee Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Panje Pe Chhakka! 5. IDHAR DEKH MERA DIL TERA DEEWAANA HAI-AB, SB To Add To Unpicturised Song List PRELUDE AB: Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Arrey, Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! 1st Interlude AB: Hai Naaz Husn Par Tujhko, Tu Kya Mujhko Pehchaane! Dil Ki Keemat Kya Hoti Koi Dilwaala Hi Jaaney! SB: Apne Paas Hi Rakh Jo Tera Khazaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Haaye! Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! 2nd Interlude SB: Jab Jhoom Ke Loon Angdaayi, Paagal Ho Jaye Nazaare! Kar Doon Jo Ek Ishaara, Dharti Par Uttreyn Taare! AB: Jo Chaahe Kar Gori Tera Zamaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai… SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai, Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! 3rd Interlude AB: Is Duniya Mein Hain Laakhon Maashukh Tumhaare Jaise, Par Kahin-Kahin Milte Hain, Gori, Aashiq Hum Jaise! SB: Arrey, Ja Re Tera Thikaana Paagal-Khaana Hai, Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! AB: Haaye! Idhar Dekh Mera Dil Tera Deewaana Hai, Ye To Tera Aashiq Bada Puraana Hai! SB: Oye, Hosh Mein Aa, Deewaane, Bura Zamaana Hai! Aankh Khol Kar Dekh Saamne Thaana Hai! 6. NIGAAHON NE PHENKA HAI PUNJEY PE CHAKKA- AB, MR Prelude AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Punjey Pe Chakka-2 Balam, Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka!-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakkaa!(Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenkaa Hai Punje Pe Chakka! 1st Interlude MR: Ghattaaon Ke Ghoonghat Mein Chanda Chhupaaye, Labon Par Chamak Bijliyon Ki Sajaaye-2 Mere Dil Mein Aise Kadam Tu Ne Rakha-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Panje Pe Chhaka! 2nd Interlude AB: Muqaddar Ho Raazi To Duniya Bhi Raazi, Mohabbat Hai Kya, Hai Ye Sab Pattey Baazi-2 (Record) Or Muqaddar Ne Aa Kar Ye Duniya Jhuka Di-2 (Movie) Tere Haath Hai Aaj Kismet Ka Yakka!-2 Balam, Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! MR: Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka! 3rd Interlude MR: Ishaara Jo Kar De Ye Mehfil Suhaani, Laga Doon Abhi Daao Par Zindaagani!-2 Ajee, Main Hoon Aashiq Na Samjho Uchakka!-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Record) or Chali Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Punje Pe Chakka-2 Balam Tera-Mera Hua Pyaar Pukka! MR: Mohabbat Mein Dil Ko Laga Aisa Dhakka-2 Ladi Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka! (Record) Or Chalee Aankh Main Reh Gaya Hakka-Bakka!(Movie) AB: Nigaahon Ne Phenka Hai Panje Pe Chhakka! ========== Kahin Din Kahin Raat 68 HUMPE YE ILZAAM YE KYUN HAI KE MOHABBAT KI HAI-AB Prelude Humpe Ilzaam Kyun Hai Ke Mohabbat Ki Hai-2 Humne To Aapko Pooja Hai, Ibaadat Ki Hai, Humpe Ilzaam Kyun Hai Ke Mohabbat Ki Hai 1st Interlude Humne Kub Aap Se Maanga Hai Wafaaon Ka Sila!-2 Kub Suna Aapne Humse Koi Shikwa Ya Gila?-2 Humne Kub Dil Ke Tadapne Ki Shikaayat Ki Hai-2 Humne To Aap Ko Pooja Hai, Ibaadat Ki Hai… 2nd Interlude Ghum Nahin Iska Agar Aap Humaare Na Huey-2 Ghum To Ye Hai Ke Tumhaare Bhi Tumhaare Na Huey!-2 Aapne Jinke Liye Aaj Ye Haalat Ki Hai-2 Humne To Aap Ko Pooja Hai, Ibaadat Ki Hai! Humpe Ilzaam Ye Kyun Hai Ke Mohabbat Ki Hai! 2. 5. TUMHAARA CHAAHANEWAALA-AB, MK MK: Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein, Mere Siva Bhi Koi Aur Ho, Khudda Na Karey! Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein Mere Siva Bhi Koi Aur Ho, Khudda Na Karey! Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein! 1st Interlude MK: Ye Baat Kaise Gavaara Karega Dil Mera, Tumhaara Zikr Kisi Aur Ki Zabaan Pe Ho! Tumhaare Husn Ki Taareef Aaina Bhi Karey, To Main, Tumhaari Kasam Hai, Ke Todh Doon Usko! Tumhaare Pyaar, Tumhaari Ada Ka Deewaana, Mere Siva Bhi Koi Aur Ho, Khudda Na Karey! Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein! 2nd Interlude MK: Woh Din Na Aaye Ke Mujhse Kabhi Juda Hokar, Kisi Ka Pyaar Dobaara Kahin Talaash Karo! Jhuka Ke Sar Ko Kisi Ajnabi Ke Ishaanon Par, Tum Apne Ghum Ka Sahaara Kahin Talaash Karo! Kareeb Dil Ke Tumhaare, Kisi Bhi Haalaat Mein, Mere Siva Bhi Koi Aur Ho, Khudda Na Karey! Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein! 3rd Interlude AB: Tumhaare Dil Ko Kabhi Mujhse Koi Thes Lagey, Mujhe Yakeen Hai Aisa Kabhi Nahin Hoga, Mujhe Wafaaon Pe Apni Bada Bharosa Hai, Tumhara Pyaar Hi De Jaaye Na Kahin Dokha! Dua Yeh Hai Ke Tumhaara Khudda Ki Duniya Mein, Mere Siva Bhi Koi Aur Ho Khudda Na Karey! Mk: Tumhaara Chaahanewaala Khudda Ki Duniya Mein! AB: Mere Siva Bhi Koi Aur Ho Khudda Na Karey! Postlude ============= ustad 1957 CHOR LUTERE DAAKU -GD Prelude Chor Lutere Daaku-2 Phire Hain Aawaara Kahin, Loota Kahin, Maara Nahin, Jeene Ka Sahaara, Dekho Jee! Chor Lutere Daaku, Phire Hain Aawaara Kahin, Loota Kahin, Maara Nahin, Jeene Ka Sahaara, Dekho Jee! Chor Lutere Daaku! 1st Interlude Bachna Re, Baabu, Chaley In Pe Na Jaadu, Karein Sab Ko Ye Kaabu, Dekho Jee! Bachna Re, Baabu, Chaley In Pe Na Jaadoo, Karein Sab Ko Ye Kaaboo, Dekho Jee! Ghar Na Thikaana, Lutte Maal Khazaana, Dhokha Na Khaana, Arrey Burra Hai Zamaana, Dekho Jee! Chor Lutere Daaku, Phire Hain Aawaara Kahin, Loota Kahin, Maara Nahin, Jeene Ka Sahaara Dekho Jee! Chor Lutere Daaku! 2nd Interlude Phirti Ye Toli, Koi Samajh Na Boli, Ye To Maar De Goli, Dekho Jee!-2 Koi Nahin Tera Yahaan, Koi Nahin Mera, Chhaaya Hai Andhera, Ye To Choron Ka Hai Dhera, Dekho Jee! Chor Lutere Daaku, Phire Hain Aawaara Kahin, Loota Kahin, Maara Nahin, Jeene Ka Sahaara Dekho Jee! Chor Lutere Daaku. ======== mujrim 1958 BAITHE BAITHE DUUR SE LAGEY HO DIL THAAMNE-AB Prelude Baithe-Baithe Duurse Lagey Ho Dil Thaamne-2 Chipte Bhi Nahin Aur Aatey Bhi Nahin Saamney-2 1st Interlude Khade-Khade Duur Hi Se Kisine Na Pyaar Kiya, Kahoon Kya Huzoor Hi Pe, Dil Maine Waar Diya-2, Lutta Mujhe Aapke Nigaahonke Salaam Ne-2 Chipte Bhi Nahin Aur Aatey Bhi Nahin Saamney! 2nd Interlude Jissey Ho Khayaal Tera Ussey Kya Faraar Hoga, Milo Ya Na Milo, Saiyaan, Mujhe Intezaar Hoga!-2 Mujhe To Tabaah Kiya Tere Pyaare Naam Ne!-2 Chipte Bhi Nahin Aur Aatey Bhi Nahin Saamney! 3rd Interlude Kaisi Pila Rahe Ho, Mujhe Hosh Mein To Laao, Nazar Kyun Chura Rahe, Zara Saamne To Aao!-2 Palkon Ki Aar Se Chaley Ho Mujhe Thaamne-2 Baithe-Baithe Duur Se Lagey Ho Dil Thaamne, Chipte Bhi Nahin Aur Aatey Bhi Nahin Saamney! ------ mr QARTOON M.A. 1958 MERA DIL GHABRAAYE –AB, MR Prelude AB: Mera Dil Ghabraaye, Meri Aankh Sharmaaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Mera Kya Laagey? Ho Ho Ho Ho! MR: Tera Pyaar Tadpaaye, Mera Dum Ghabraaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Meri Kya Laagey? AB: Ho Ho Ho Ho! Mera Dil Ghabraaye, Meri Aankh Sharmaaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Mera Kya Laagey? 1st Interlude AB: Dil Mein Tera Teer Hai, Tu Meri Taqdeer Hai!-2 MR: Aankhon Mein O Jaan-e-Man Teri Hi Tasveer Hai!-2 AB: Arrey Tu Ne, Tu Ne, Kar Daala Kya Jaadoo, Oh Oh Oh, Tu Ne, Haaye Tu Ne, Kar Daala Kya Jaadoo! Poore Dil Ko Dukhaaye, Bina Tere Kumlaaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Mera Kya Laagey? Oh Oh Oh Oh! MR: Tera Pyaar Tadpaaye, Mera Dum Ghabraaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Meri Kya Laagey? 2nd Interlude AB: Main To Teri Ho Chuki, Pehli Hi Mulaaqaat Mein! Ho Ho Ho, Ho! Main To Teri Ho Chuki, Pehli Hi Mulaaqaat Mein! MR: Haaye, Gore Gore Haath Ye De Do Mere Haath Mein-2 AB: Arrey, Tera Dil Mera, Haaye, Tera Deewaana! Ho Ho Ho Ho, Tera Dil Mera, Haaye, Tera Deewaana! Hamein Nindiya Na Aaye, Lagi Dil Ki Jagaaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Mera Kya Laagey! Ho Ho Ho Ho! MR: Tera Pyaar Tadpaaye, Mera Dum Ghabraaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Meri Kya Laagey! 3rd Interlude AB: Sun Lo Ji Tum Pyaar Ke Waadon Ko Na Todna! Ho Ho Ho Ho, Sun Lo Ji Tum Pyaar Ke Waadon Ko Na Todna! MR: Duniya Chaahey Chhod Do, Humko Tum Na Chhodna! Arrey, Duniya Chaahey Chhod Do, Humko Tum Na Chhodna! AB: Ho Ho, Saiyaan, Haaye Saiyaan, Daalo Ji Galey Baiyaan! Ho Ho Ho Ho, Saiyaan, Haaye Saiyaan, Daalo Ji Galey Baiyaan! Tumhein Dil Jub Paaye, Badi Khushiyaan Manaaey, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Mera Kya Laagey? Ho Ho Ho Ho! MR: Tera Pyaar Tadpaaye, Mera Dum Ghabraaye, Kachoo Samajh Na Aaye Re, Ke Tu Meri Kya Laagey! ==========